Hero Xtreme 125R

On Road Price (Delhi)

₹ 1,11,455  se  ₹ 1,15,466
Ex-showroom₹ 95,000
Insurance & Other Charges₹ 8,325
RTO and Other Charges₹ 8,130

Kaisi Hai Bike

Xtreme 125R ki aggressive looks bahut mast lagti hai. Headlight aur tail light stylish hain, jo isko ek sporty look dete hain. Mileage bhi kaafi achha hai – company lagbhag 66kmpl ka daava karti hai.

Riding experience bhi smooth hai. Riding position comfortable hai aur seat ki padding bhi achhi hai. Traffic mein ghumna easy hai kyunki yeh bike nimble aur agile hai. Suspension bhi achha hai, toh ghar se office tak jaate waqt koi dikkat nahi aati.

Performance bhi kaafi achha hai. 125cc engine daily commute ke liye perfect hai. Refinement bhi achhi hai, aur engine ki vibrations bhi kam hai. Pick-up bhi zippy hai, city mein nikalte waqt yeh bahut kaam aata hai.

Kuch chhote issues hain. Gear shifting kabhi kabhi stiff ho sakta hai, aur kuch users ko paint quality pasand nahi aayi. ABS option bhi nahi hai, jo shayad kuch log miss karenge.

Value for money perspective se dekha jaye to, ye ek zabardast 125cc commuter bike hai. Agar aap comfortable, fuel-efficient aur stylish bike dhund rahe hain toh Xtreme 125R ek achha option hai. Price bhi competitive hai, toh definitely showroom mein ja kar test ride ke liye dekh sakte hain.

nmbdmsbmabdmbdmnbasmndb

GaadikiDukan Ki Expert Rating
3.5/5
Gaadi Key Specs
Engine Capacity124.7 cc

Mileage – ARAI

66 kmpl
Transmission5 Speed Manual
Kerb Weight136 kg
Fuel Tank Capacity10 litres
Seat Height794 mm
Kitna Deti Hai
  • The ARAI mileage of Hero Xtreme 125R is 66 kmpl.
  • The average of the Xtreme 125R is 60.5 kmpl, as per the owners of the bike.
User Review

There are no reviews yet. Be the first one to write one.

Gaadi Specification​​

FeatureSpecification
Engine Type4-Stroke Air-cooled SI Engine
Displacement124.7cc
Power11.55 PS @ 8250 rpm
Torque10.5 Nm @ 6000 rpm
Gearbox5-speed

Brakes 
Front BrakeDisc (optional with ABS)
Rear BrakeDrum (Disc optional)
Wheels 
Wheel TypeAlloy
Rim SizeFront & Rear: 17 inch
Front Tyre Size90/90 – 17
Rear Tyre Size120/80 – 17
Suspension 
Front SuspensionTelescopic forks
Rear SuspensionMonoshock
DimensionsSpecification
Overall Length2009 mm
Overall Width793 mm
Overall Height1051 mm
Wheelbase1319 mm
Ground Clearance180 mm
Seat Height794 mm
Chassis 
Frame TypeDiamond

Fuel EfficiencySpecification
ARAI Mileage66 kmpl
Real-world MileageAround 55-60 kmpl
Performance 
Engine Type4-Stroke Air-cooled SI Engine
Displacement124.7cc
Power11.55 PS @ 8250 rpm
Torque10.5 Nm @ 6000 rpm
Gearbox5-speed
  • Speedometer
  • Tachometer
  • Fuel Level
  • Odometer
  • Tripmeter(s)
Whats Your Thoughts on This Bike